World me kitne desh bhut se logo ko yah confusion rhta hai. Is Post me hum duniya me kitne desh hai iske baare me detail me janege par usse phle hum aapko bata de ki agar aapko nhi pata duniya me sabse bada desh koun sa hai. to iske liye hum ek post likh chuke hai jiska link neeche diya gaya hai. is post ke dwara aap duniya ke sabse bade desh ke saath iski currency aur population jaise kai chjo ke baar me jaan skte hai. to is post me hum duniya ki number of countries ke baare me jante hai.
Duniya Me Number Of Countries Kitni hai –
Total Countries – 195
Is world me total countries ki sankhya 195 hai. Inme se 193 sanyukt rast(United nation) ke sadsya hai jabki do eise desh hai. jo united nation ke member nhi hai phir bhi inhe country mana jata hai.
- Duniya Ka Sabse Bada Desh Koun? Sa Hai Jane With Interesting Facts-
- Duniya Ke Sabse Amir Aadmiyo ki Forbes list 2018–
Kis Mhadwaip (Continent) Par Kitne Desh Hai –
- 54 Countries in Africa
- 48 Countries in Asia
- 44 Countries in Europe
- 33 Desh in Latin america aur the caribban
- 14 Desh Oceania
- 2 Desh in Northern America
Population Ke According 6 Sabse Bade Desh
Duniya me kitne desh hai yah janne ke baad ye bhi pata kar lena jruri hai ki eise koun se desh ia jisme sabse jayda population hai. yah par aapko 6 sabse jyada population wali countries ke baare me bataya gya hai.
- China
- India
- U.S.
- Indonesia
- Brazil
- Pakistan
Area Ke According Sabse Bade Desh
Top 6 countries ki popultaion ke baare me jaan lene ke baad hme yah bhi pata hona chahye ki is duniya me sabse bada desh koun sa hai. kyonki according countries population yah andaja lagana muskil hai ki koun sa desh area ke according sabse bada hai. to chaliye jante top 7 biggest countries in the world ke baare me.
- Russia
- Canada
- United States
- China
- Brazil
- Australia
- India
Number one par russia hai jiase paas duniya ka 11.0 % area hai. par according population iski rank 9th hai jo iske area ke according bhut kam hai.
Duniya me kitne desh hai iske saath aapko yah bhi pata chal chuka hai ki koun se desh ki population sabse jayda hai. saath hi according to area koun sa desh sabse bada hai. main aasha karta hu aapko mere dwara di gai jankari pasand aayi hogi eisi hi interesting jankari ke liye blog ko apne email dwara subscribe jrur kare.
Puri duniya me kitne desh hai
yah article isi ke baare me hai
nice information sir ji http://www.helprocks.com