Journal knowledge ke point of view se yah question bhut important hai. ki india ka sabse bada state koun sa hai. Jo log competitive exam ki taiyari kar rahe unko india ka biggest state jrur pata hona chahiye. Jin logo ko yah pata nhi hota unko lagata hai maharastra india ka sabse bada state hoga par yah bilkul galat hai. kyonki yah sabse bada rajya nhi hai. To chaliye jante hai biggest state of india ke baare me.
India ke sabse bade state ke baare me puri jankari
- State name – Rajasthan
- Established – 26 January 1950
- Area – 3,42,239 km Square
- Capital – Jaipur
- Districts – 33
- Population – 68,548,437 (2011)
- Population rank India me – 7th
Rajasthan india ka sabse bada rajya hai jise 26 January 1950 bharat ki freedom ke baad banaya gaya. Present me isme 33 districts hai. jisme se jaipur rajasthan ki rajdhani hone ke saath yah ka sabse badi city hai. jise Pink city ke naam se bhi jana jata hai. par literacy ke mamle yah state bhut hi pichda huaa hai. kyoki yaha ki lagbhag 67% population hi shikshit hai jo ki bhut kam hai.
Rajasthan ka total area india ke total area ka 10.4% hai. aur yaha par language ki baat kare to yaha par hindi hi boli jaati hai. jo ki india ki national language bhi hai.
- India Ka Sabse Bada “Airport” Koun Sa Hai-
- India Ka Sabse Bada Railway Station Koun Sa Hai–
- India me Kul kitne State hai? aur unki Capital kya hai–
India se sabse bade state rajasthan ke bare me aur jyada jane
- Dance – Ghoomar
- Animal – Camel aur Chinkara
- Bird – Godawan
- Flower – Rohinda
- Tree – Khejri
- Game- Basketball
Rajasthan bhartiye aur videsho se aane wale tourist ke liye important place hai. yah par har saal laakho log yaha ke best places ko dekhne ke liye aate hai. yaha ke behtreen places Jaipur(pink city) Ajmer puskar, udaypur ki jheel, taragarh kila aadi rajasthan ke best tourism places hai.
Madhya pradesh india ka dusra sabse bada rajya
Rajasthan jo ki india ka sabse bada rajya hai. iske baad bharat ka sabse bada state madhya pardesh hai. jise hradya pradesh, soya pradesh aadi namo se bhi jana jata hai. yah ki literacy rajasthan se lagbhag 5% jayda matlab 72.6% hai. jo lagatar increase hoti ja rhi hai. Is state ko bhi indian freedom ke baad 1956 me bnaya gya tha.
- State – Madhya Pradesh
- Established – 1 November 1956
- Area – 3.08,252 km square
- Capital – Bhopal
- Largest city – Indore(Mini Bombay)
- Districts – 51
- Population – 7,26,26,809
- Population rank – 5th
India ka third largest state
- Name – Maharashtra
- Capital – Bombay
Fouth sabse bada state
- Name – Uttar Pradesh
- Capital – Lakhnow
Fifth sabse bada state india ka –
- Name – Jammu and Kashmir
- Capital – Shrinagar aur jammu
India ke sabse bade state ke complete jankri ke saath aap india’s second, third, fouth, fifth largest state me jaan chuke hai. Agr aapko yah jankri pasad aayi ho to ise social media Facebook, Twitter, Whatsaap aadi par bhi share kare taki others people ko bhi yah jankari mil sake.
Nice, After Bifurcation of UP it has become biggest state.
thanks mohan ji