Bharat ke baare me koun nhi janta par jab se ek naya state bna hai tab se bhut log internet par Bharat me kitne state hai yah search kar rhe kyonki india me ek naya state (rajya) banne ke baad kai logo confusion me hai ki aakhir ke kitne state aur kendra shashit pradesh hai. Isiliye aaj aap yha par bhart ke sabhi rajyo ke baare me unki capital kya hai detail me janenge.
29th Telangana – Sabhi states ke baare me janne se phle hame india ke naye rajya ke baare me jaan lena chahiye jise Telangana ke naam se jana jata hai. yah state 2 june 2014 ko andhra pradesh se alag hokar ek naya rajya bna. jiski rajdhani hyderabad hai.
India me kitne state hai jaane detail me.
india me telangana rajya bnne ke baad rajyo ki kul sankhya 29 ho gai hai jiske naam neeche diye gaye hai.
- Assam – Dispur
- Odisha – Bhubaneshwar
- Bihar – Patna
- Karnataka – Bangluru
- Gujarat -Gandhinager
- Tamil nadu – Chennai
- Nagaland – kohima
- Haryana – chandigarh
- Madhya pradesh -Bhopal
- Meghalaya – shillong
- Himachal pradesh -Simla
- Mizoram – izol
- Goa – panaji
- Chhattisgarh – Raipur
- Andhra pradesh – Hyderabad
- Uttar pradesh – lackhnow
- Kerala – Thiruananthapuram
- Jammu kashmir – Shrinager
- Tripura – Agartala
- Panjab – Chandigarh
- Manipur – Imphal
- Maharasta – Mumbai
- Rajasthan – Jaipur
- Shikkm – Gangtok
- Arunachal pradesh – Itanagar
- Uttrakhand – Dehradun
- Jharkhand – Ranchi
- West bengal – kolkata
- Telangana – hyderabad, Yah desh ka 29th stats hai jise 2 june 2014 ko Andhra paradesh se alag kake bnaya gaya.
Union Terrtiories and Capitals
Agar hum kendra shasit pradesho ki baat kare to iski sankhya hai 7 hai.
- Andaman and nicobar islands – Port blair
- Chandigarh Chandigarh
- Delhi – Delhi
- Dadra and nagar haveli – Silvassa
- Daman and diu – Daman
- Lakshadweep – Kavaratti
- Puducherry – Puducherry
bharat me kitne rajya hai aap detail unki capital sahit jaan chuke hai. ab aapko kisi bhi trh ki confusion nhi hogi aur aap kisi government exam ki taiyari kar rhe hai tab to aapke liye yah par rajyo ki puri list availble hai jise padkar exam me shi answer tick kar skte hai.
nice my state state ke bare me jane ke bahut achha laga